Monday, March 9, 2009

chahat,,,,,,,,,,,


jo dil chahata hai wo use milta nahi,

milta hai wo jo use manjoor nahi.

har kadam nai muskile aati hai raho me...

jine par kar lena aasan nahi......

na banaye kare aisi chahate jinka koi bajood nahi.......

jina hai hame isi dharatal par......

kalpanao ke aakash me jina aasan nahi.......

yahi jindagi hai,isse bhag pana aasan nahi,,,,,,,,,

dharmendra dubey

lkct ec third year,

indore

9/03/009

No comments:

Post a Comment